Ek Shama Jale Kahan Lyrics

"Ek Shama Jale Kahan" lyrics from Dhuen Ki Lakeer sung by ajit singh, krishna kalle and music directed by shyamji ghanshyamji and composed by shyamji ghanshyamji and lyrics written by khalish dehlavi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Shama Jale Kahan Lyrics


Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha
Raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau
Arey hai koi diwana, arey hai koi diwana
Arey hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera
Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

Aise na aa mujhko na sata
Haye na mujhkjo jala
Dekh idhar bhi zara baho ka har bana
Aise na aa mujhko na sata
Haye na mujhkjo jala
Dekh idhar bhi zara baho ka har bana
Ek shama jale kaha parvano ki arey bhid yaha

Kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga
Isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja
Kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga
Isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja
Ek shama jale kaha parvano ki arey bhid yaha
Raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau
Arey hai koi diwana, arey hai koi diwana
Arey hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera
Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha.

More songs lyrics from Dhuen Ki Lakeer.