Ek Sakash Ke Lagta Hai Lyrics

"Ek Sakash Ke Lagta Hai" lyrics from Ek Hi Arzoo sung by khalil haider and music directed by khalil haider and composed by khalil haider

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Sakash Ke Lagta Hai Lyrics


Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka
Maine usey paya hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka
Maine usey paya hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka

Tujhe se toh marasim they
Mere aur tarha ke
Tujhe se toh marasim they
Mere aur tarha ke
Us sakash se rishta hai
Zara aur tarha ke
Maine usey paya hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka

Kal shaam huyi unse
Faqat aam si baatein
Kal shaam huyi unse
Faqat aam si baatein
Haan shaher mein charcha hai
Zara aur taraha ka
Maine usey paya hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka

Kyun tere siva koi
Mere dil ka makim ho
Kyun tere siva koi
Mere dil ka makim ho
Yeh roop tanata hai
Zara aur tarha ka
Maine usey paya hai
Zara aur tarha ka
Ek sakash ke lagta hai
Zara aur tarha ka.

More songs lyrics from Ek Hi Arzoo.