Ek Roop Kai Naam Lyrics

"Ek Roop Kai Naam" lyrics from Swami Dada sung by kishore kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Roop Kai Naam Lyrics


Ek rup kai naam mann mandir tera dham
Ek rup kai naam mann mandir tera dham
Jivan lena jivan dena ye hai tera hi kam
Ek rup kai naam mann mandir tera dham

Gita ho baibal ho gurugranth ya ho kuran
Bole sabhi ne tu chahe alag ho juban
Gita ho baibal ho gurugranth ya ho kuran
Bole sabhi ne tu chahe alag ho juban
Desh alag ho dharam alag ho ek rahi par ram
Ek rup kai naam mann mandir tera dham

Kala ho gora ho muflish ho ya ho amir
Insa to insa hai raja ho ya ho fakir
Arey kala ho gora ho muflish ho ya ho amir
Insa to insa hai raja ho ya ho fakir
Teri nazar me sab hai brabar
Sabka sahara tera naam
Ek rup kai naam mann mandir tera dham

Mati ke putle hai mati me mil jayege
Jo karam yogi hai karmo se yaad aayege
Arey mati ke putle hai mati me mil jayege
Jo karam yogi hai karmo se yaad aayege
Markar bhi wo jinda hai jo kar jaye kuch kam
Ek rup kai naam mann mandir tera dham.

More songs lyrics from Swami Dada.