Ek Naya Sansaar Sajao Lyrics

"Ek Naya Sansaar Sajao" lyrics from Veer Ghatotkach sung by rohini roy, yashwant bhatt and music directed by s. n. tripathi and composed by s. n. tripathi and lyrics written by ramesh joshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Naya Sansaar Sajao Lyrics


Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
jhoom jhoom aanand manao
Aaj khushi ka din aaya
jhoom jhoom aanand manao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya

Jhilmil jhilmil deepak jalte
Jagmag jagmag diwli
Jagmag jagmag diwali
Diwali diwali
Sone ke dware pe bande
Toran koi matwali
Toran koi matwali
Matwali ho matwali
Bhago mein hariyali chayi
phoolo ka man muskaya
Bhago mein hariyali chayi
phoolo ka man muskaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya

Kahi nachati chail chabili
Payal ki jhankar kahi
Kahi nachati chail chabili
Payal ki jhankar kahi
Payal ki jhankar kahi
Kahi chand sa mukhda damke
Rangan ki bayochar kahi
Rangan ki bayochar kahi
Dagar dagar mein
dhoom machi hai
Sukh ka sagar lahraya
Dagar dagar mein
dhoom machi hai
Sukh ka sagar lahraya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya

Raj dware nar nari jaye
Naye naye singar kiye
Raj dware nar nari jaye
Naye naye singar kiye
Mangal geet nariya gaye
Aasha ka sansar liye
Mangal geet nariya gaye
Aasha ka sansar liye
Nagar nagar ke raja aaye
Jinhe dekh man harsaya
Nagar nagar ke raja aaye
Jinhe dekh man harsaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya
Ek naya sansar sajao
Aaj khushi ka din aaya.

More songs lyrics from Veer Ghatotkach.