Ek Manzil Ek Safar Lyrics

"Ek Manzil Ek Safar" lyrics from Naag Mandir sung by lata mangeshkar, mahendra kapoor and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by asad bhopali

Lyricist(s):

Ek Manzil Ek Safar Lyrics


Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka
Har kadam par chahta hai
Dil sahara aapka
Ha shara aapka

Aap or hum ek hai
Ab hamse mar sharmaiye
Dil ki had se aage badhiye
Ruh par chha jayiye
Kya kaha ye aapne
Ek bar phir dohrayiye
Jane kyu lagta hai
Har andaz pyara aapka
Andaz pyara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka

Wo chaman chhuta
Wo hawa gayi
Main kaha se kaha aa gayi
Hui sabko chhod ke aapki
Mere dil mein kya ye sama gayi
Laut aayegi gujri bahar
Hampe nahi kya atbar
Jan se pyara hai hamko
Har ishara aapka
Ha ishara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka.

More songs lyrics from Naag Mandir.