Ek Ladki Se Aaj Main Takra Gaya Lyrics

"Ek Ladki Se Aaj Main Takra Gaya" lyrics from Hai Golmaal In White House sung by sangeet haldipur and music directed by shamir tandon and composed by shamir tandon and lyrics written by sudhakar sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Ladki Se Aaj Main Takra Gaya Lyrics


Ek ladki se aaj main takrta gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Dekha uski aankho mein,
Aakho mein, aankho mein
Dekha uski aankho mein aur dil aa gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya

Kitabe giri jab hum takraaye
Uthai kitabe dono muskuraye
Kitabe giri jab hum takraaye
Uthai kitabe dono muskuraye
Nasha khumari ka fir chha gaya
Nasha khumari ka fir chha gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Dekha uski aankho mein
Dekha uski aankho mein aur dil aa gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya

Sarka jo aanchal rukh se tumhaare
Pal me dikhe mujhe sare nazaare
Sarka jo aanchal rukh se tumhaare
Pal me dikhe mujhe sare najaare
Tere aage chand bhi sharma gaya
Haa tere aage chand bhi sharma gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Dekha uski aankho mein
Dekha uski aankho mein
Aur dil aa gaya aur dil aa gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya
Ek ladki se aaj main takrta gaya.

More songs lyrics from Hai Golmaal In White House.