Ek Hain Sab Hindustani Lyrics

"Ek Hain Sab Hindustani" lyrics from Devi sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Ek Hain Sab Hindustani Lyrics


Ek hai sab hindustani
Ek hai sab hindustani
Jo do samjhe jo do samjhe
Uski hai ye nadani do
Hum sabke do hath hai
Hath hai apne sath to
Sare apne sath hai tin

Aage number tin hai
Jhut bada badsoorat hai
Aur sach bada hasin hai
Char char dishao me sab tha
Char dishao mein sab tha
Purab pashchim utar dakshin
Unke naam ek do tin char
Char ke aage panch hai

Phoolo mein khushboo hai
Aag mein kya hai aanch hai
Chhe ka rup nirala hai
Aisa jaisa darwaje ka tala hai
Sat soor hai sat gitar me
Sare gama padmanisa
Sane pamanisa rega
Soor hai sat gitar me
Sat achambe hai
Sare sansar me
Ath ath baje hai sun aage
Wo achha jo jaldi
Soye aur jaldi jage

Number no ka hai kahana
Number no ka hai kahana
Pas bhalo ke dur
Buro se tum rahana
Das bas bas karo ab so jao
Bas karo ab so jao
Mithe mithe sapno
Me tum kho jao
Ek hai sab hindustani.

More songs lyrics from Devi.