Ek Din Tumne Lyrics

"Ek Din Tumne" lyrics from Ek Tha Ladka sung by g. m. durrani, shamshad begum and music directed by rajhans kataria and composed by rajhans kataria and lyrics written by rajesh kumar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Din Tumne Lyrics


Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare
Bhul gaye sab baate apni
Bhul gaye sab baate apni
Kaha gaye wo wade tumhare ji
Wade tumhare wade tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

Chandani raato mein jo
Tumne humne mahel banaya tha
Jo mahel banaya tha
Chand sitaro se ji
Humne tumne sajaya tha
Ji ha sajaya tha
Us din tumne yeh kaha tha
Us din tumne yeh kaha tha
Suno humari rani
Hum hai raja tumhare
Raja tumhare ji raja tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

Wo pyari pyari mithi mithi
Baate kaha gayi
Baate kaha gayi
Wo din sunahre raate suhani
Raate kaha gayi
Raate kaha gayi
Hum to ab nagar chhod aaye ji
Tere sahare ji
Tere sahare ji tere sahare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

Ab to biti baate piya
Yaad na karo
Yaad na karo
Ab to bhul humari raja
Maf bhi karo
Maf bhi karo
Hum to jiyenge ji
Hum to marenge ji
Sath tumhare ji
Sath tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare.

More songs lyrics from Ek Tha Ladka.