Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics

"Ek Din Bhi Aisa Nahin" lyrics from 7 Days sung by kavita krishnamurthy, kumar sanu and music directed by babul bose and composed by babul bose and lyrics written by nawab arzoo

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics


Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Mann ke mandir mein sajan
Bas teri hi murat hai
Tu dhadkano ki jarurat hai
Tu na ho to jaha aabad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Tu saath hai mere hamdam
Teri baaho mein hi marna hai
Jina been tere kaisa jina
Jis mein teri fariyaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho.

More songs lyrics from 7 Days.