Ek But Banauga Tera Lyrics

"Ek But Banauga Tera" lyrics from Asli-Naqli sung by mohammed rafi and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Ek But Banauga Tera Lyrics


Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga

Rup ki chandi pyar ka sona
Prem nagar se la ke
Teri sundar chhavi banegi
Dono chiz mila ke
Rup ki chandi pyar ka
Sona prem nagar se la ke
Teri sundar chhavi
Banegi dono chiz mila ke
Rang vafa ka mai teri
Murat me bharunga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga

Man mandir me tujhko
Bitha ke roz karunga baate
Sham savere har mausam
Me hongi mulakaate
Man mandir me tujhko
Bitha ke roz karunga baate
Sham savere har mausam
Me hongi mulakaate
Dil ka haal kahunga
Tujhse mai na darunga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga

Duniya ek ajayab
Khana lekin phir bhi fani
Is dharti par amar
Rahegi meri prem kahani
Duniya ek ajayab khana
Lekin phir bhi fani
Is dharti par amar
Rahegi meri prem kahani
Chahe jitne rup me
Aau tera rahunga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga

Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Ek but banaunga tera
Aur puja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar
Agar mai duja karuga.

More songs lyrics from Asli-Naqli.