Ek Baar Muskura Do (Title) Lyrics

"Ek Baar Muskura Do (Title)" lyrics from Ek Bar Mooskura Do sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by shewan rizvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Baar Muskura Do (Title) Lyrics


Ek bar muskura do
Ek bar muskura do
Kaha se uthhe hain
Kadam yaad rakhana
Mohabbat ki pahali
Kasam yaad rakhana

Kaha se uthhe hain
Kadam yaad rakhana
Mohabbat ki pahali
Kasam yaad rakhana
Kaha se uthhe hain
Kadam yaad rakhana
Ek bar muskura do

Yeh mandir ki
Diwar sadiyo purani
Yeh mandir ki
Diwar sadiyo purani
Kahegi hamari
Tumhari kahani
Kahegi hamari
Tumhari kahani

Yeh mandir hain ghar
Pyar ke dewata ka
Yeh mandir hain ghar
Pyar ke dewata ka
Kahi tum ne chhoda
Jo daman wafa ka
Kahi tum ne chhoda
Jo daman wafa ka

Yahi jan de denge
Ham yaad rakhana
Mohabbat ki pahali
Kasam yaad rakhana

Yahi jan de denge
Ham yaad rakhana
Mohabbat ki pahali
Kasam yaad rakhana

Ek bar muskura do
Ek bar muskura do
Ek bar muskura do.

More songs lyrics from Ek Bar Mooskura Do.