Dushman Na Kare Lyrics

"Dushman Na Kare" lyrics from Aakhir Kyon? sung by amit kumar, lata mangeshkar and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Dushman Na Kare Lyrics


Dushman na kare dost ne
Wo kaam kiyaa hain
Dushman na kare dost ne
Wo kaam kiyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain
Dushman na kare dost ne
Wo kaam kiyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain

Tufaan mein
Hamako chhod ke
Saahil pe aa gaye
Aaa tufaan mein
Hamako chhod ke
Saahil pe aa gaye
Saahil pe aa gaye
Naa khudaa kaa
Naa khudaa kaa hamane
Jinhe naam diyaa hain
Umr bhar kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Dushman na kare oa

Pahale to hosh chhin liye
Zulm o sitam se aaa
Pahale to hosh chhin liye
Zulm o sitam se
Zulm o sitam se
Diwaanagi kaa
Diwaanagi kaa phir
Hame ilzaam diyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain
Dushman na kare oa

Oa aaa
Apane hi giraate hain
Nasheman pe bijaliyaan
Aaa apane hi giraate hain
Asheman pe bijaliyaan
Nasheman pe bijaliyaan
Gairo ne aa ke
Gairo ne aa ke phir bhi
Use thaam liyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain
Dushman na kare oa

Ban ke raqib baithe hain
Wo jo habib the
Aaa ban ke raqib baithe hain
Wo jo habib the
Wo jo habib the
Yaaro ne khub
Yaaro ne khub farz ko
Anjaam diyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain
Dushman na kare dost ne
Wo kaam kiyaa hain
Umr bhar kaa gham
Hame inaam diyaa hain.

More songs lyrics from Aakhir Kyon?.