Dupatta Tumhara Lyrics

"Dupatta Tumhara" lyrics from Karamdaata sung by mohammed aziz and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dupatta Tumhara Lyrics


Nile dupatto se dil nahin dhadka
Dupatta dupatta dupatta
In peele dupatto se dil nahin dhadka
Dupatta dupatta dupatta
Majbur hoon majbur hoon

Dupatta tumhara aashiq mizaz hain
Lipat gaya dil se ye dil ka ilaz hain
Dupatta tumhara aashiq mizaz hain
Lipat gaya dil se ye dil ka ilaz hain
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa

Hawao se pucho fizao se pucho
Tum apni hi katil nigaho se pucho
Hawao se pucho fizao se pucho
Tum apni hi katil nigaho se pucho
Satati rahi ho satati rahi ho
Hamesha mujhe tum mitati rahi ho
Re tumse to acha ye resam ka tukda
Mere dil pe marhum lagaye

Dupatta to kya hain kahna ye aaz hain
Is dil pe tera sadiyo se raz hain
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa

Meri zindagi hai ye sone ka pinjara
Ke main ek chidiya tadapti rahi hoon
Kabhi dil ko pinjare mein mara hain maine
Ke milne ko tujhse tarasti rahi hoon
Tujhe kya khabar hain o azab panchi
Mera hal bin tere kya hua hain
Sone ki lanka se mujhko bachale
Ye dauulat ka rawan bahut bura hain
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa

Dupatte hazaro to dekhe hain maine
Magar koi aisa dupatta nahin hain
Dupatte hazaro to dekhe hain maine
Magar koi aisa dupatta nahin hain
Ye nile dupatte ye peele dupatte
Magar koi inme tumhara nahin hain
Ye udte gubbare lage pyare pyare
Magar haye inme waga hi nahin
Tumhare dupatte pe kurban jau
Ke haye ye to masiha bana hain
O haye main mar jawa
O haye main mar jawa
Dupatta tumhara aashiq mizaz hain
Lipat gaya dil se ye dil ka ilaz hain.

More songs lyrics from Karamdaata.