Duniya Ne Kaha Lyrics

"Duniya Ne Kaha" lyrics from Kala Samundar sung by asha bhosle and music directed by datta naik and composed by datta naik and lyrics written by ram prakash ashq

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Duniya Ne Kaha Lyrics


Duniya ne kaha vahshi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Is dil mein mohabbat par
Is dil mein mohabbat par
Kya kya na sada payi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai

Wo husn paresha sa
Wo ishq pasewa sa
Wo husn paresha sa
Wo ishq pasewa sa
Kya kya hume yaad aaya
Kya kya hume yaad aaya
Jab yaad teri aayi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai

Hai ashk bas itni hai
Ruh dag mohabbat ki
Hai ashk bas itni hai
Ruh dag mohabbat ki
Agaz hai bechaini
Agaz hai bechaini
Anjam hai ruswai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Is dil mein mohabbat par
Is dil mein mohabbat par
Kya kya na sada payi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai.

More songs lyrics from Kala Samundar.