Duniya Mein Jeene Ka Lyrics

"Duniya Mein Jeene Ka" lyrics from Naukri sung by kishore kumar, prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Duniya Mein Jeene Ka Lyrics


Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Marna bhala kisko manzur tha
Lekin main e dost majbur tha

Gori hukumat thi kale gulam
khat chhodke badshaho ke naam

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Kamjor tha ab main majbut hu
Tab aadami tha main ab bhut hu

Sab ghar se chalte the jhande liye
Girte sambhalte se jhande liye

Uff desh bhagto ki wo toliya
Sine pe jinke lagi goliya

Main moat se dar gaya
Main is tarah mar gaya

Wo saye gulami se bhi hai buri
Kehti hai dunia jise mufali si

Ghar me jarurat ki cheeze na thi
Patlune thi to kamije na thi

Har farz har karz ko chhod kar
Dariya pe main aa gaya dhoud kar

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Is gham se chhati meri fat gayi
Ye tang bhi jung me kat gayi

Maa ka bahut hi dulara tha main
Bhai behan ka bhi pyara tha main

Par pet bharte nahi pyar se
Nikala main kuchh lene bazar se

To vapas na main ghar gaya
Main dub kar mar gaya.

More songs lyrics from Naukri.