Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics

"Duniya Jab Jalatee Hai" lyrics from Dost sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics


Duniya jab jalatee hai, hai rey bada maja aata hai
Duniya jab jalatee hai, hai rey bada maja aata hai
Ha ha duniya jab jalatee hai, hai rey bada maja aata hai
Kisee kee najar buree bankar chhuree jab dil peh chaltee hai
Hai rey bada majja hain
Duniya jab jalatee hai, hai rey bada maja aata hai

Jindagee kya hai, ek tamanna hee toh hain
Tamanna kee suno sahib yahee tarif hotee hain
Yeh reh jaye jo dil me toh badee taklif hotee hain
To jindagee kya hain ek tamanana hee toh hain
Aur yeh tamanana jab tadap tadap kar sine sey nikaltee hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalatee hai, hai rey bada maja aata hai

Jindagee kya hai, ek hasina hee toh hain
Hasina sirf aurat ko nahee kehte jamane me
Yahee ek naam aakhir kyun likha hain har fasane me
Toh jindagee kya hain ek hasina hee toh hain
Aur yeh hasina jab pyar kee sej par karwate badaltee hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalatee hai hai rey bada majja aata hai
Kisee kee najar buree bankar chhuree jab dil peh chaltee hai
Hai rey bada maja hain
Duniya jab jalatee hai hai, bada maja
Bada maja aata hai.

More songs lyrics from Dost.