Duniya Bahot Hi Kamaal Hai Lyrics

"Duniya Bahot Hi Kamaal Hai" lyrics from Duniya sung by kishore kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by javed akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Duniya Bahot Hi Kamaal Hai Lyrics


Kahne waale kahen maaya jaal hai
Yeh brother jara jamake bajaao
Achchha maangata hai anglo indian type

Kahne waale,
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai
Kamaal hai, kahne waale,
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai

Paison waalon ki pyaari yeh duniya,
Hai amiron ki saari yeh duniya
Bhagwan unaka bhala kare
Paison waalon ki pyaari yeh duniya,
Hai amiron ki saari yeh duniya
Dekh khanake toh duniya hasi hai
Warana hai gham ki maari yeh duniya
Dekh lo tum aa ha dekh lo tum
Hamaara jo haal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai,
Kamaal hai, kahne waale
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai

Jab haso toh rulaati hai duniya,
Jaan kitani jalaati hai duniya
Jab haso toh rulaati hai duniya,
Jaan kitani jalaati hai duniya
Pinewaale ko badnaam kar de
Aur khud hi pilaati hai duniya
Kabhi sidhi aay haay,
Kabhi sidhi kabhi ulati chal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai,
Kamaal hai, kahne waale
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai,
Kamaal hai bhai

Yaad rakhe koyi ya bulaaye mare tokar
Ya sar pe bithaaye haay haay haay
Yaad rakhe koyi ya bulaaye mare tokar
Ya sar pe bithaaye
Ki farak painda hai isame yaaro,
Duniya hai har din ki saraaye
Yeh bahot hi, e bahot hi puraani misaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai,
Kamaal hai, kahne waale
Kahne waale kahen maaya jaal hai
Phir bhi duniya bahot hi kamaal hai.

More songs lyrics from Duniya.