Doh Hoth Hiley Lyrics

Doh Hoth Hiley lyrics from Nai Duniya Naye Log sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by jagmohan bakshi, sapan sengupta and composed by jagmohan bakshi, sapan sengupta and lyrics written by naqsh lyallpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Doh Hoth Hiley Lyrics


Do hoth hiley ek geet suna
Mehke phulo ki
Jawani jhum gayi
Teri payal ka sangeet suna
Behte jharno ki
Jawani jhum gayi
Do hoth hiley ek geet suna
Mehke phulo ki
Jawani jhum gayi

Rim jhim ras barse sunehri
Zulf ki chaon mein
Nach uthi gori hatakar
Mehandi paw mein
Ke nagme bikhre
Fizaon mein
Do hoth hiley ek geet suna
Mehke phulo ki
Jawani jhum gayi
Teri payal ka sangeet suna
Behte zarno ki
Jawani jhum gayi

Teri sanso mein saje
Hai mithe sur aise
Bin chede koi surila
Saj baje jaise
Na bhaye sang tera kaise
Do hoth hiley ek geet suna
Mehke phulo ki
Jawani jhum gayi
Teri payal ka sangeet suna
Behte jharno ki
Jawani jhum gayi
Do hoth hiley ek geet suna
Mehke phulo ki
Jawani jhum gayi.

More songs lyrics from Nai Duniya Naye Log.