Dilli Tere Qile Par Honge Lyrics

"Dilli Tere Qile Par Honge" lyrics from 1857 sung by chorus and music directed by sajjad hussain and composed by sajjad hussain and lyrics written by shewan rizvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dilli Tere Qile Par Honge Lyrics


Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Jab tak teri zameen pe
Jab tak jab tak teri zameen pe
Hain naujawaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare

Bhagwan teri daya se
Maula tere karam se
Bhagwan teri daya se
Maula tere karam se
Lekar rahenge waapas
Vikram ke raaz ko ham
Lekar rahenge waapas
Vikram ke raaz ko ham
Ghairon se chheen lenge
Akbar ke taaz ko ham
Ghairon se chheen lenge
Akbar ke taaz ko ham
Hai ye zameen hamaari
Hai ye makaan hamaare
Hai ye zameen hamaari
Hai ye makaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare

Aazaad rehke jeena
Gopal ne sikhaaya
Aazaad rehke jeena
Gopal ne sikhaaya
Apne watan pe marna
Islam ne bataaya
Apne watan pe marna
Islam ne bataaya
Haan bheem aur arjun ka
Hai khoon in ragon mein
Haan bheem aur arjun ka
Hai khoon in ragon mein
Baabar ka josh lekar
Nikle hain ham dilon mein
Baabar ka josh lekar
Nikle hain ham dilon mein
Darte nahin marne se
Hain naujawaan hamaare
Darte nahin marne se
Hain naujawaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Jab tak teri zameen pe
Jab tak jab tak teri zameen pe
Hain naujawaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare

Abhimanyu aur lav kush ki
Tum naujawaaniaan ho
Tum naujawaaniaan ho
Taimoor aur humayun ki
Tum nishaaniyaan ho
Tum naujawaaniaan ho
Tum hi raho watan ke
Gumche raho watan ke
Tum hi raho watan ke
Gumche raho watan ke
Kaliyaan hain hum chaman ki
Tum baagbaan hamaare
Kaliyaan hain hum chaman ki
Tum baagbaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare
Jab tak teri zameen pe jab tak
Jab tak teri zameen pe
Hain naujawaan hamaare
Dilli tere qile par
Honge nishaan hamaare.

More songs lyrics from 1857.