Dilli Ke Bazar Ki Lyrics

Dilli Ke Bazar Ki lyrics from Teen Bahuraniyan sung by asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Dilli Ke Bazar Ki Lyrics


Oye dilli ke
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Chandani chok
Se chandi ki
Surme dani
Lade re julmi
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade

Na maine jhumke pahne
Na maine surma dala
Tune bedardi meri
Har bat ko kal pe tala
Tune bedardi meri
Har bat ko kal pe tala
Wo teri kal kab aayegi
Wo teri kal kab aayegi
Wo teri kal kab aayegi
Tu itna aaj batade re julmi
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade

Chuti ke din bhi bole
Mujhko hai kam pe jana
Ja tujhse mai na bolu
Karna hai roz bahana
Ja tujhse mai na bolu
Karna hai roz bahana
Hoye tod na
Kariya aisi
Hoye tod na
Kariya aisi
Hoye tod na
Kariya aisi
Ya mohe
Maike bhijwade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Chandani chok
Se chandi ki
Surme dani
Lade re julmi
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade
Dilli ke bazar ki
Balma sair karade.

More songs lyrics from Teen Bahuraniyan.