Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Lyrics

"Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon" lyrics from Ye Hai Ghar Ki Mahabharat sung by anuradha paudwal, udit narayan and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan

Music Director(s):
Composer(s):

Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Lyrics


Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dil ruba tuhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta kya

Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe

Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Ghalib ki ghazal tu hai
Rubaai khayaam ki
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe

Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Chahat ka aasmaan tujhe
Yeh zameen lagi
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Duniya ki har khushi
Di tere dard ne mujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe.

More songs lyrics from Ye Hai Ghar Ki Mahabharat.