Dil Pe Chaane Laga Lyrics

"Dil Pe Chaane Laga" lyrics from Kya Yehi Pyaar Hai sung by krishnakumar kunnath (k.k), sunidhi chauhan and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by jalees rashid

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Pe Chaane Laga Lyrics


Kya yehi pyaar hai
Kya yehi pyaar hai
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka
Bekhudi cha gayi bekhudi cha gayi
Aashiqui aa gayi kya yehi pyaar hai
Dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka

Meri meri nazar mein jaadoo jaadoo basa hai meri
Har ek ada ka tu hai tu hai deewana
Jaadoo jaadoo to tera mujh pe
Mujhpe chala hai uske uske asar se
Main hoon main hoon deewana
Tu bata de zara yeh tujhe kya hua
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka

Chanda chanda sa jaana tera tera badan hai us pe
Uspe qayamat tera yuhi sharmana
Tera tera sanam yeh kaisa deewaanapan hai tune
Tune banaya yuhi kaisa afsana
Pal mein dil yeh gaya pal mein dil yeh gaya
Kuch pata na chala kya yehi pyaar hai
Dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka.

More songs lyrics from Kya Yehi Pyaar Hai.