Dil Mera Yahan Wahan Lyrics

"Dil Mera Yahan Wahan" lyrics from Anth sung by sapna mukherjee and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Dil Mera Yahan Wahan Lyrics


Dil mera yahan wahan machalta hai
Kya karu kahi nahi sambhlta hai
Dil mera yahan wahan machalta hai
Kya karu kahi nahi sambhlta hai
Aaj jawani tu lutane de
Masti nigaho mein chhane de
Aaj jawani tu lutane de
Masti nigaho mein chhane de
Come come comeon touch me
Come come comeon touch me

Aankho mein masti hai
Sanso mein garmi hai
Sine mein dhak dhak si
Hotho pe narmi hai
Aankho mein masti hai
Sanso me garmi hai
Sine mein dhak dhak si
Hotho pe narmi hai
Main sarabo ka nasha
Mujhpe deewane hai fida
Mai sarabo ka nasha
Mujhpe diwane hai fida
Phulo se najuk hai mera gulabi badan
Dil mera yahan wahan machalta hai
Kya karu kahi nahi sambhlta hai

Rato ko aati hu khwabo ki rani hoon
Chhu ke tum dekho to shola hu pani hoon
Rato ko aati hu khwabo ki rani hu
Chhu ke tum dekho to shola hu pani hoon
Kya batau meri ja kya kya mere hai arma
Kya batau meri ja kya kya mere hai arma
Jadu sa chhaya hai jagi hai koi chubhan
Dil mera yahan wahan machalta hai
Kya karu kahi nahi sambhlta hai

Aaj jawani tu lutane de
Masti nigaho mein chhane de
Aaj jawani tu lutane de
Masti nigaho me chhane de
Come come comeon touch me
Come come comeon touch me.

More songs lyrics from Anth.