Dil Mein Samaake Lyrics

"Dil Mein Samaake" lyrics from Neecha Nagar and music directed by pandit ravi shankar and composed by pandit ravi shankar and lyrics written by vishwamitra adil

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Mein Samaake Lyrics


Dil mein sama ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Dil mein sama ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Ankhiya milake nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Ankhiya milake nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Birha ki aag mera dil na jalaye
Choti si aas meri dhokha naa khaye
Birha ki aag mera dil na jalaye
Choti si aas meri dhokha naa khaye
Apna bana ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Apna bana ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Aisi bata do aisi bata
Do koi jine ki reet
Aisi bata do aisi bata
Do koi jine ki reet
Jeet meri haar bane haar bane jeet
Jeet meri haar bane haar bane jeet
Ye sab bata ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Ye sab bata ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna

Bhule se chute na hatho se hath
Nagin si banke kahi kate na raat
Bhule se chute na hatho se hath
Nagin si banke kahi kate na raat
Neendiya chura ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Neendiya chura ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Dil mein sama ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Ankhiya milake nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Birha ki aag mera dil na jalaye
Choti si aas meri dhokha naa khaye
Birha ki aag mera dil na jalaye
Choti si aas meri dhokha naa khaye
Apna bana ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Apna bana ke nahi
Bhulna ho nahi bhulna
Ho nahi bhulna ho nahi bhulna.

More songs lyrics from Neecha Nagar.