Dil Le Le Dil De De Lyrics

"Dil Le Le Dil De De" lyrics from Khiladi 420 sung by abhijeet bhattacharya, alka yagnik and music directed by darshan rathod, sanjeev rathod and composed by darshan rathod, sanjeev rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Dil Le Le Dil De De Lyrics


Dil le le dil de de
Dil le le dil de de
Aur kuch na maange deewana
Dil le le dil de de
Aur kuch na maange deewana
Main tera ho gaya
Tu meri ban jaana re
Main tera ho gaya
Tu meri ban jaana re
Jaa re ja deewane
Jaa re ja deewane
Tu ne nahin mujh ko jaana
Jaa re ja deewane
Tu ne nahin muj ko jaana
Bewaja pyaar ka na
Bana afsaana re
Bewaja pyaar ka na
Bana afsaana re

Main hoon akeli sadak pe
Kyon chedhta hain mujhe
Iski saja kya milegi
Aja bata du tujhe
Tanha kunwari jawani
Kaise kategi bata
Main jo gaya to akeli
Rahe jaayegi dil ruba
Dil mera lut ke yun mujhe
Ha tadpana re tadpana re

Janaa meri jane jaana
Kehna mera maan le
Tere liye main bana hoon
Mujko tu pehchaan le haan haan
Peeche mere peeche
Aana peecha mera chod de
Haasil na kuch hone
Waala apna ye dil tod de
Ishq ka dard se tu
Abi anjana re anjana re
Dil le le dil de de
Aur kuch na maange deewana
Jaa re ja deewane
Jaa re ja deewane
Tu ne nahin mujh ko jaana
Main tera ho gaya
Tu meri ban jaana re
Bewaja pyaar ka na
Bana afsaana re
Ban jaana re afsaana
Re ban jaana re.

More songs lyrics from Khiladi 420.