Dil Ko Kya Ho Gaya Lyrics

"Dil Ko Kya Ho Gaya" lyrics from Badli Teri Nazar sung by rasheed jaipuri

Singer(s):

Dil Ko Kya Ho Gaya Lyrics


Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane
Kyun hai itna itna itna
Kyun hai itna
Udaas kya jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane
Kyun hai itna
Udaas kya jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane

Keh diya tumse
Raaze dil apna
Keh diya tumse
Raaze dil apna
Isko tum jaano
Isko tum jaano
Ya khuda jaane
Isko tum jaano
Ya khuda jaane
Kyun hai itna
Udaas kya jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane

Jaante jaante hi jaanege
Jaante jaante hi jaanege
Mujh mein kya hain
Mujh mein kya hain
Abhi woh kya jaane
Mujh mein kya hain
Abhi woh kya jaane
Kyun hai itna
Udaas kya jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane

Jo guzarte hain
Daag par sadme
Jo guzarte hain
Daag par sadme
Aam banda
Aam banda
Nawaz kya jaane
Aam banda
Nawaz kya jaane
Kyun hai itna
Udaas kya jaane
Dil ko kya ho
Gaya khuda jaane.

More songs lyrics from Badli Teri Nazar.