Dil Ki Pareshaniya Lyrics

"Dil Ki Pareshaniya" lyrics from Hum Log sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by uddhav kumar, vishwamitra adil

Music Director(s):

Dil Ki Pareshaniya Lyrics


Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunega meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan

Dil ko mere tod ke
Saath mera chhod ke
Tune to sab paa liyaa
Mein ne gawayaan jahaan
Dard bhari dastaan

Dil mein teri yaad hai
Phir bhi yeh barbaad hai
Dil mein teri yaad hai
Phir bhi yeh barbaad hai

Tu hi bata de mujhe mein
Hun kahaan tu kahaan
Mein hun kahaan tu kahaan
Dard bhari dastaan

Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunega meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan

Teri nazar kya phiri
Phir gayi taqdeer bhi
Teri nazar kya phiri
Phir gayi taqdeer bhi

Rone lagi zindagi hans
Ne laga aasmaan
Hans ne laga aasmaan
Dard bhari dastaan

Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunegaa meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan.

More songs lyrics from Hum Log.