Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics

"Dil Ki Itni Kahani Hai" lyrics from Married 2 America sung by javed ali and music directed by anwar hussain and composed by anwar hussain and lyrics written by baijnath gautam

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics


Hu oo oo oo..
Ho dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Kal tak nahi thi
Mujh ko khbar ye
Aaj mane ye jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai

Hu uu zhkam khate hai
Tut jate hai raho mein
Pyar ki kitne kate hai
Kitne sadme hai
Baaho mein yaar ki
Hu uu zhkam khate hai
Tut jate hai raho mein pyar ki
Kitne kate hai kitne sadme hai
Baaho mein yaar ki
Jisne na apna jana hai
Dil to usi ka diwana hai
Jisne na apna jana hai
Dil to usi ka diwana hai
Kal tak chale the
Wo saath mere
Aaj bichhude to jana hai
Aaj bichhude to jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Hu uu pyar khoya hai
Kyu ye khoya hai
Kyu hai ye duriya
Dil jo roya hai
Kyu ye roya hai
Kasi hai majburiya
Hu uu pyar khoya hai
Kyu ye khoya hai
Kyu hai ye duriya
Dil jo roya hai
Kyu ye roya hai
Kasi hai majburiya
Ghum ki adheri raato ka
Dil kyu huya ye nishana hai
Ghum ki adheri raato ka
Dil kyu huya ye nishana hai
Kal tak chale the
Wo saath mere
Aaj bichhude to jana hai
Aaj bichhude to jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai.

More songs lyrics from Married 2 America.