Dil Ka Ye Engine Sitiyaan Lyrics

"Dil Ka Ye Engine Sitiyaan" lyrics from Ustad Pedro sung by lata mangeshkar, ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by raja mehdi ali khan

Lyricist(s):

Dil Ka Ye Engine Sitiyaan Lyrics


Dil ka ye engine sitiyaan
Maare aa ja sajan aaja
Line clear hai dil ka ye engine
Sitiyaan maare aa ja sajan aaja
Line clear hai aankhon ka
Signal karta hai ishaare
Aa ja sajan aaja line clear hai

Jawaani ki tufaan mail
Chhuk chhuk kare hai
Usmein ek gori baithhi
Aahen bhare hai
Jawaani ki tufaan mail
Chhuk chhuk kare hai
Usmein ek gori baithhi
Aahen bhare hai keh raha
Hai dil armaan bhara re
Aa ja sajan aaja line clear hai
Keh raha hai dil armaan bhara re
Aa ja sajan aaja line clear hai
Dil ka ye engine sitiyaan maare
Aa ja sajan aaja line clear hai

Guard ka dil gori tumpe hai
Aa gaya mujhko wo daga deke
Gate mein chhipa gaya
Guard ka dil gori tumpe hai
Aa gaya mujhko wo daga deke
Gate mein chhipa gaya
Guard ko hamne diya hai bhaga re
Aaja sajan aaja line clear hai
Guard ko hamne diya hai bhaga re
Aaja sajan aaja line clear hai
Dil ka ye engine sitiyaan maare
Aa ja sajan aaja line clear hai

Budgebudge mein kaise
Khelun mathura ka khel
Budgebudge mein kaise
Khelun mathura ka khel
Gyaarah baje ho jaayega
Tere mera mel gyaarah baje ho
Jaayega tere mera mel
Dil ki ghadi se tu gyaarah
Baja re aa ja sajan aaja
Line clear hai dil se mere
Dil tu aankhen mila
Aa ja sajan aaja line clear hai
Dil ka ye engine sitiyaan
Maare aa ja sajan aaja line clear hai.

More songs lyrics from Ustad Pedro.