Dil Ka Raja Lyrics

"Dil Ka Raja" lyrics from Himmatwala sung by abhijeet bhattacharya, alka yagnik and music directed by tabun sutradhar and composed by tabun sutradhar and lyrics written by dev kohli

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Ka Raja Lyrics


Aankhon se chura ke kajal
Kajal ko kar diya ghayal
Marjee hai teri kya bata
Aankhon mein laga ke kajal
Tune dil mein macha di halchal
Marjee hai teri kya bata
Aa tujhe jaane mann apna pyar du
Main tujhe pyar se yeh kahu
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja

Pehle miane inkar kiya
Phir bhi badhke tujhe pyar kiya
Ek dujhe se hum dur rahe
Phir milne ko majbue huye
Umar bhar ka tujhe main karar du
Main tujhe pyar se yeh kahu
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja

Tujhse mujhe itna kehna hai
Tere dil mein muhjko rehna hai
Jab tak seene mein sans rahe
Har dam tu mere paas rahe
Zindagi apni mein tujhpe war du
Main tujhe pyar se yeh kahu
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja

Aankhon se chura ke kajal
Kajal ko kar diya ghayal
Marjee hai teri kya bata
Aankhon mein laga ke kajal
Tune dil mein macha di halchal
Marjee hai teri kya bata
Aa tujhe jaane mann apna pyar du
Main tujhe pyar se yeh kahu
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja
Dil ka raja tuhi to mera raja ho raja
Dil ka raja main hu tera raja.

More songs lyrics from Himmatwala.