Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics

"Dil Ka Khazana Khol Diya" lyrics from Aandhiyan sung by asha bhosle and music directed by ali akbar khan and composed by ali akbar khan and lyrics written by pandit narendra sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics


Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha

Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar, nayi bahar
Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha

Bagiya khushi ki phuli hai
Main phuli nahi samayi
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka

Kadmo mein kaliya bichhati hun
Tum in ko phul bana lena
Tum in ko phul bana lena
Adhuri kisi ki aasha ka
Tum apana bana ke khila lena

Tum dulhan bankar aaogi
Tum dulhan bankar aaogi
Main tumhe bulane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya, dil ka.

More songs lyrics from Aandhiyan.