Dil Hamko Dhundhta Hai Lyrics

"Dil Hamko Dhundhta Hai" lyrics from Return Of Mr. Superman sung by meena kapoor, shankar dasgupta and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by manmohan sabir

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Hamko Dhundhta Hai Lyrics


Dil hamko dhundhta hai
Ham dil ko dhundhte hai
Dil hamko dhundhta hai
Ham dil ko dhundhte hai
Manzil ke paas aakar
Manzil ko dhundhte hain
Manzil ke paas aakar
Ulfat karo to jaane dil
Do to ham bhi maane
Ulfat karo to jaane dil
Do to ham bhi maane
Dil kho liye huye ham
Kaatil ko dhundhte hai
Kaatil ko dhundhte hai
Dil kho liye huye ham

Aasaan hai pyaar karna
Karke nibhaana mushkil
Aasaan hai pyaar karna
Karke nibhaana mushkil
Mushkil se ladne waale
Mushkil ko dhundhte hain
Mushkil se ladne waale
Ulfat hai mauze dariya
Jiska nahin kinaara
Ulfat hai mauze dariya
Jiska nahin kinaara
Maujon me ghir gaye hain

Saahil ko dhundhte hain
Saahil ko dhundhte hain
Maujon me ghir gaye hain
Is ishq ne khabar hai kya
Kya hain gul khilaaye
Is ishq ne khabar hai kya
Kya hain gul khilaaye
Laila ko chahne waale
Mehmil ko dhundhte hai
Mehmil ko dhundhte hai
Laila ko chahne waale.

More songs lyrics from Return Of Mr. Superman.