Dil Hai Loota Hua Lyrics

"Dil Hai Loota Hua" lyrics from Talaash sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Dil Hai Loota Hua Lyrics


Dil hai loota hua jahaan
Raat bhi hai dhua dhua

Aye meri maut ye bata
Aise me rah gayi kaha
Dil hai loota hua jahaan

Ab na kisi ko mujhse pyar
Ab na kisi ka intzar

Ab na kisi ko mujhse pyar
Ab na kisi ka intzar

Meri khushi ki wo bahar
Khak uda ke chal diya
Khak uda ke chal diya

Meri khushi ka karwa
Dil hai loota hua jahaan

Raat bhi hai dhua dhua
Aye meri maut ye bata

Aise me rah gayi kaha
Dil hai loota hua jahaan

Aye dile bekarar sun
Bhul ja ab khushi ki dhun

Aye dile bekarar sun
Bhul ja ab khushi ki dhun

Phulo se tera kam kya
Kato ko chun sake to chun

Ab na kisi ki yaad kar
Ab na kisi ki yaad kar

Aayega kaun ab yaha
Dil hai loota hua jahaan

Raat bhi hai dhua dhua
Aye meri maut ye bata

Aise me rah gayi kaha
Dil hai loota hua jahaan.

More songs lyrics from Talaash.