Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics
"Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai" lyrics from Hunterwali Ki Beti sung by khan mastana and music directed by channalal naik and composed by channalal naik and lyrics written by a. karim
Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Aahkir is dard ki dawa kya hai
Hum hai mustak auro bezar
Ya ilahi ye mazra kya hai
Ya ilahi ye mazra kya hai
Ha bhala kar tera bhala hoga
Aur is dil ki khata kya hai
Aur is dil ki khata kya hai
Humko unse wafa ki hai ummid
Humko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Jo nahi jante wafa kya hai
Hum bhi unke liye dua karte hai
Mat puchho wo dua kya hai
Mat puchho wo dua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai.
More songs lyrics from Hunterwali Ki Beti.