Dil Dil Dil Deewana Lyrics

"Dil Dil Dil Deewana" lyrics from Har Dil Jo Pyar Karega... sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Dil Dil Deewana Lyrics


Dil dil dil dil deewana deewana
Pyaar pyaar pyaar
Pyaar mein paagal paagal

Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar mein paagal
Kho gaya kho gaya
Kho gaya kho gaya re

Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil
Dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya re

Hansti thi aankhein magar
Rehti thi unmein nami
Sab kuchh mere paas
Tha bas thi tumhaari kami
Aur kya chaahiye zindagi ke liye
Jaanejaan tere siva

Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re

Itni mohabbat karo
Main hosh mein na rahoon
Mar jaoon tere bina
Varna judaai sahoon
Pyaar hi pyaar hai
Dekhta hoon jahan
Kya rang laayi dua

Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil
Dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar mein paagal
Kho gaya kho gaya
Kho gaya kho gaya re.

More songs lyrics from Har Dil Jo Pyar Karega....