Dil Boley Lyrics

"Dil Boley" lyrics from Suno Ke Main Hun Jawan sung by noori (band) and music directed by noori (band) and composed by noori (band) and lyrics written by ali noor

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Boley Lyrics


Tan dolay jab baar baar baar
Dil bolay ab aar hai ya paar
Jo nahin janay woh
Sun ley mere yaar
Ab maano nahin haar

Yahin to teri apni hai zameen
Kyon na de gi ab tuj ko yeh qarar
Jo nahin jaaney woh
Sun ley erey yaar
Ab mano nahin haar

Ab chahay dil mera sach bolna
Tham jayey zindagi na dolna
Maan meri maan mujh ko na chhodna
Mit jaye bandagi
Par haar kar ab tu kyun jeeyay
Beet jayay zindagi
Par dil tera kyun jaagey na
Teri naiya hai us paar

Tan dolay jab baar baar baar
Dil bolay ab aar hai ya paar
Jo nahin janay woh
Sun ley mere yaar
Ab maano nahin haar
Yahin to teri apni hai zameen
Kyon na de gi ab tuj ko yeh qarar
Jo nahin jaaney woh
Sun ley erey yaar
Ab mano nahin haar

Laagey tere aas jab doobna
Dhal jaye gham tum na bhoolna
Gum jaye tu kahin
To raahon ka pata tu dhoonday
Chup jaye har khushi
Par aarzoo tu chhoday na
Tera rona hai bekaar

Ab nahin tham sakey woh toofan
Jo hai jaga teray man mein
Ab nahin mar sakay
Teri dhaal hai ab tera eimaan
Tujhe banna hai insaan

Kabhi na kabhi to jaagey josh tera
Loot ley ke yeh ghari anmol
Kabhi na kabhi to jhoomay mann tera
Jhoom ley keh yeh khushi kay hain bol
Teray tan main terey man mein
Har tarang say baj ra hai dhol
Tu hai ek heera anmol

Tan dolay jab baar baar baar
Dil bolay ab aar hai ya paar
Jo nahin janay woh
Sun ley mere yaar
Ab maano nahin haar
Yahin to teri apni hai zameen
Kyon na de gi ab tuj ko yeh qarar
Jo nahin jaaney woh
Sun ley erey yaar
Ab mano nahin haar.

More songs lyrics from Suno Ke Main Hun Jawan.