Didi Tere Jeth Ji Deewane Lyrics

"Didi Tere Jeth Ji Deewane" lyrics from Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon


Didi Tere Jeth Ji Deewane Lyrics


Didi tere jeth ji deewane
Haan didi tere jeth ji deewane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane

Haatho pe hain dil pe hain taale
Haatho pe hain dil pe hain taale
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane

Laptop se inki to kardo sagaai
Office ke phir to ban jaaye jamaai
Kaante se hain ye haan khaate parathe
What the keh ke ji hume roj darate
Gusse ke ye dhundhein bahane
Are gusse ke ye dhundhein bahane haa haa
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane
Oye hoy didi tere jeth ji deewane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane
Kyaa karein ye hasna bhi na jaane.

More songs lyrics from Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon.