Dhokha Dhokha Lyrics

"Dhokha Dhokha" lyrics from Dana Paani sung by anu malik, padmini kolhapure and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dhokha Dhokha Lyrics


Aankh khuli aur samne dekha
Samne dekha dhoka
Dhaye dekha bhaye dekha
Piche dekha,dhoka
Aj agar mujko kisi ne
Sun logi na roka
To main bhi de dungi
Baba dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka
Dhoka hai ye duniya dhoka hain

Ye rishta dhoka hain
Har apna dhoka hain
Dhoka hain ye duniya dhoka hain
Dhoka dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka
Aankh khuli aur samne dekha
Samne dekha dhoka
Dhaye dekha,bhaye dekha
Piche dekha dhoka
Aj agar mujko kisi ne
Sun logi na roka
To main bhi de dungi
Baba dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka

Bhai ka ek tha bhai
Usne nazar firayi
Ma ki mamata bhulayi
Bahen ki bisrayi
Kon yaha par apna hain
Har ek apna ek sapna hain
Kon yaha par apna hain
Har apna ek sapna hain
Sapna to dhoka hain
Sapna dhoka hain
Ye duniya dhoka hain
Dhoka dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka
Aankh khuli aur samne dekha
Samne dekha dhoka
Dhaye dekha bhaye dekha
Piche dekha dhoka
Aj agar mujko kisi ne
Sun logi na roka
To main bhi de dungi
Baba dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka

Lakadi ki talwar ye duniya
Matti ki deewar ye duniya
Kato ka ek haar ye duniya
Dhoke ka bazar ye duniya
Kiska sath nibaya hain
Daulat bas ek saya hain
Kiska sath nibaya hain
Daulat bas ekaya hain
Saaya dhoka hain
Dhoka dhoka hain
Ye duniya dhoka hain
Aankh khuli aur samne dekha
Samne dekha dhoka
Dhaye dekha bhaye dekha
Piche dekha dhoka
Aj agar mujko kisi ne
Sun logi na roka
To main bhi de dungi
Baba dhoka dhoka
Dhoka dhoka dhoka.

More songs lyrics from Dana Paani.