Dhin Tara Lyrics

"Dhin Tara" lyrics from Pratigyabadh sung by anuradha paudwal, mahendra kapoor and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by hasan kamal

Lyricist(s):

Dhin Tara Lyrics


Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Saath kabhi na chhute apna
Saath kabhi na chhute apna
Jeevan hai behti dhara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara

Khel samay ka hain
Dukh sukh jeevan ka
Khel samay ka hain
Dukh sukh jeevan ka
Pyar ujala hain
Mann ke aangan ka
Jeevan hans kar kant le apna
Jeevan hans kar kant le apna
Dukh sukh mil kar bant le apna
Jis ghar mein hai pyar ka dera
Jis ghar mein hai pyar ka dera
Wo ghar hai sab se pyara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara

Ik din sach hoga
Dekha hain jo sapna
Ik din sach hoga
Dekha hain jo sapna
Maa ke aanchal sa
Ghar hoga apna
Hum tum jis mein rahenge aise
Hum tum jis mein rahenge aise
Raam lakhan ki jodi jaise
Raam kare woh din na aaye
Raam kare woh din na aaye
Kam ho jis din pyar hamara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Saath kabhi na chhute apna
Jeevan hain behti dhara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara
Dhin tara dhin tara
Bole man ka ik tara.

More songs lyrics from Pratigyabadh.