Dharti Aazad Hai Lyrics

"Dharti Aazad Hai" lyrics from Sindbad The Sailor sung by chitragupta shrivastava, mohammed rafi and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by anjum jaipuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Dharti Aazad Hai Lyrics


Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad
Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad

Wo nazara muskaraye
Ye nigah jhum jaye
Wo nazara muskaraye
Ye nigah jhum jaye
Kaam apna naam apna
Hai jaha mein sabko yaad
Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad
Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad

Dhak dhak karta hai
Kya husn pe marta hai
Arey kon re dil mera hag kar
Zor se fans kar haye haye karta hai
Dhak dhak karta hai
Kya husn pe marta hai
Arey kon re dil mera hag kar
Zor se fans kar
Haye haye karta hai
Raat rangili din suhane
Hai jaha ke ye afsane
Raat rangili din suhane
Hai jaha ke ye afsane
Din jaye sham aaye
Sham suraj hai sab aazad
Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad
Dharti aazad hai aasma aazad
Lehro ki god mein
Zindagi aabad hai
Zindagi aabad.

More songs lyrics from Sindbad The Sailor.