Dhadkan Mein Tum Lyrics

"Dhadkan Mein Tum" lyrics from Mela sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by anu malik, rajesh roshan and composed by anu malik, rajesh roshan and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dhadkan Mein Tum Lyrics


Dil mera akela hai
Khaabon ka mela
Hum ho gaye gum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Nindon mein tum
Yaadon mein tum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Dil mera akela hai
Khaabon ka mela
Hum ho gaye gum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Waadon mein tum

Hamane dhunda tumhe
Haay kitane janam
Sabne luta hamein
Haay kitana sanam
Kaise kaise kahein dil
Mein kitane hai ghum
Bhar do bhar do sanam
Mera har ik jakham
Tere jakhm bharu
Tujhe pyaar karun
Tere jakhm bharu
Tujhe pyaar karun
Teri aankhon mein aahon mein
Baahon mein mera jahaan
Tere kadam mere kadam
Milkar chale ik hoke hum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum

Had se aage mujhe
Abb gujar jaane de
Rokana ruh mein
Abb utar jaane de
Paas aa jaaneman
Dil machal jaane de
Shamma jalati hai
Kyun abb pighal jaane de
Tu jo chaahe karun
Main jiyu ya maru
Tu jo chaahe karun
Main jiyu ya maru
Tere armaano ki sej pe
Abb toh nikalega dum
Kar le kar le jitane sitam
Teri kasam seh lenge hum
Dil mera akela hai
Khaabon ka mela
Hum ho gaye gum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Yaadon mein tum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Yaadon mein tum

Dhadkan mein tum o
O o saanson mein tum
Neendon mein tum o
O o waadon mein tum.

More songs lyrics from Mela.