Devta Tum Ho Mera Sahara Lyrics

"Devta Tum Ho Mera Sahara" lyrics from Daera sung by mohammed rafi, mubarak begum and music directed by jamal sen and composed by jamal sen and lyrics written by kaif bhopali

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Devta Tum Ho Mera Sahara Lyrics


Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Maine thama hai daman tumhara

Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara

Tham lo apni radha ko bhagvan
Bhagvan
Ruk na jaye kahin dil ki dhadkan
Tham lo apni radha ko bhagvan
Ruk na jaye kahin dil ki dhadkan
Ye na kahne lagi koyi birhan
Ye na kahne lagi koyi birhan
Munh chhupakar sanwariya ne mara
Munh chhupakar sanwvariya ne mara
Devta tum ho mera sahara

Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara

Dekhkar muskurate ho jab tum
Jab tum
Hanske bansi bajate ho jab tum
Dekhkar muskurate ho jab tum
Hanske bansi bajate ho jab tum
Jhoomkar gungunate ho jab tum
Jhoomkar gungunate ho jab tum
Gungunata hai sansar sara
Gungunata hai sansar sara
Devta tum ho mera sahara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Maine thama hai daman tumhara

Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Maine thama hai daman tumhara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara

Mere akash par cha gaye tum
Apke samne a gaye tum
Mere akash par cha gaye tum
Apke samne a gaye tum
Maine dekha to sharma gaye tum
Maine dekha to sharma gaye tum
Kaun jeeta tha wo kaun hara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara
Devta tum ho mera sahara
Maine thama hai daman tumhara.

More songs lyrics from Daera.