Desh Ka Pyara Sabka Sahara Lyrics

"Desh Ka Pyara Sabka Sahara" lyrics from Masoom sung by asha bhosle and music directed by robin banerjee and composed by robin banerjee and lyrics written by sahir ludhianvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Desh Ka Pyara Sabka Sahara Lyrics


Desh ka pyara sabka sahara
Kaun banega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kaun banega hum didi
Sare jag mein prem ujiyara
Kaun karega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kaun banega hum didi

Bapu ka ye desh hai bacho
Sab desho se pyara
Isi desh ki khatir usne
Apna sab kuch hara
Bapu ka ye desh hai bacho
Sab desho se pyara
Isi desh ki khatir usne
Apna sab kuchh hara
Bap ki dhar ab rakh wara
Kaun banega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kain banega hum didi
Sare jag mein prem ujiyara
Kaun karega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kain banega hum didi

Pyare bacho kon ho tum
Hum bharat ki santan
Bharat mata ke charno me
Rakh de ji aur jaan
Pyare bacho kon ho tum
Hum bharat ki santan
Bharat mata ke charno me
Rakh de ji aur jaan
Mushkil shey ho desh ki jai ho
Kaun kahega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kain banega hum didi
Sare jag mein prem ujiyara
Kon karega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kain banega hum didi

Jaha jaha andhiyara dekhe
Hum ujiyara kar de
Kadam kadam par desh ka daman
Hum khushiyo se bhar de
Jaha jaha andhiyara dekhe
Hum ujiyara kar de
Kadam kadam par desh ka daman
Hum khushiyo se bhar de
Kaam ye pyara himmat wala
Kaun karega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kaun banega hum didi
Sare jag mein prem ujiyara
Kaun karega hum didi
Desh ka pyara sabka sahara
Kaun banega hum didi.

More songs lyrics from Masoom.