Dekha Tujhe To Dil Gane Laga Lyrics

"Dekha Tujhe To Dil Gane Laga" lyrics from Teesra Kaun? sung by bali brahmbhatt, suneeta rao and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Dekha Tujhe To Dil Gane Laga Lyrics


Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Maine kahi dekhi nahi
Aisi hasi katil ada
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Husn ki panaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Tere liye aayi hu main
Mere liye teri wafa
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
O jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na.

More songs lyrics from Teesra Kaun?.