Deewano Mein Naam Lyrics

"Deewano Mein Naam" lyrics from Tumhara Pyar sung by khalil haider and music directed by khalil haider and composed by khalil haider

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Deewano Mein Naam Lyrics


Deewano mein naam
Likha kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga

Haalat uski kya hai
Jiska ghar ujhade
Haalat uski kya hai
Jiska ghar ujhade
Apne ghar ko aag
Laga kar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga

Pichhale baras toh
Dost koi na haath laga
Pichhale baras toh
Dost koi na haath laga
Ab ke baras ke hath
Mila kar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga

Bichhda kar yakdam toh
Shayad jeena sakun
Bichhda kar yakdam toh
Shayad jeena sakun
Raftaa raftaa haath
Chhuda kar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga

Shayad koi meri
Raahe takta ho
Shayad koi meri
Raahe takta ho
Yaado ki zanjeer
Hilakar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga

Dekhun sharik duniya
Kab tak yaad rakhe
Dekhun sharik duniya
Kab tak yaad rakhe
Is ke saffe se khud ko
Mita kar dekhunga
Main bhi kisi ko apna
Bana kar dekhunga
Deewano mein naam
Likha kar dekhunga.

More songs lyrics from Tumhara Pyar.