Deewana Lyrics

"Deewana" lyrics from Aatish sung by faakhir mehmood and music directed by awaz (band) and composed by awaz (band)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Deewana Lyrics


Dil dil se keh raha mera hi fasana
Jogi hoon tera ye mera dil hain deewana
Dil dil se keh raha mera hi fasana
Kyun baj raha hain har shoo tera hi tarana
Jogi hoon tera ye mera dil hain deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana deewana

Meri aankhon mein tere sapne hain
Mere sapno mein teri aankhein hain
Zikra hain tera labon pe mere
Dard hain mera zikra mein tere
Sun jaa meri jaan dile zakhami ka faasana
Dekho na meri jaana main kaisa deewana
Taane mujhe deta hain ye saara zamana
Jogi hoon tera ye mera dil hain deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana deewana haay

Mere ye lamhein teri yaadon se
Meri ye saansein tere waadon se
Jo nibhayengi hayaat aaye
Bhul jaaye tu zindagi jaaye hain
Sun jaa meri jaan dile zakhami ka faasana
Harpal teri kurbat mein jeevan hain beetana
Hardam teri raahon mein palke hain bichhana
Jogi hoon tera ye mera dil hain deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana deewana

Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana
Deewana ho deewana
Dil deewana tera deewana deewana.

More songs lyrics from Aatish.