Deep Jalao Angana Mein Lyrics

"Deep Jalao Angana Mein" lyrics from Shuk Rambha sung by asha bhosle and music directed by prabodh chandra dey (manna dey) and composed by prabodh chandra dey (manna dey) and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Deep Jalao Angana Mein Lyrics


Deep jalao deep jalao
Deep jalao mangal bela sada sada
Deep jalao deep jalao

Ho swarg lok jagmag kare
Aaye wahi raat
Tumhe rijhane aa gayi
Ranga saj kar raat
Aawo ri aawo ri sakhi ri
Aawo ri aawo ri
Aawo ri aawo ri

Narayan nahi dur hai aasan se mat dol
Nar me narayan base
Man ki aankhe khol
Naino ki chaya mein dekho narayan
Manmohan maya mein dekho narayan
Naino ki chaya mein dekho narayan
Manmohan maya mein dekho narayan
Jo tan me base jo mann mein base
Wo rup suhana hai
Jo tan me base jo mann mein base
Wo rup suhana hai
Wo bigdi banata hai sansar chalata hai
Wo bigdi banata hai sansar chalata hai
Sohni surat mohni murat
Sohni surat mohni murat
Sab mein samaya dekho narayan
Sab mein samaya dekho narayan
Sab mein samaya dekho narayan.

More songs lyrics from Shuk Rambha.