Dastaan Lyrics

"Dastaan" lyrics from Kehna Chahta Hoon sung by inteha (band) and music directed by inteha (band) and composed by inteha (band)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dastaan Lyrics


O ho kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun
Khaabon mein mere tu basa,
Yaadon ne teri hai dasa
Aaja ek baar dil hai bekaraar,
Sunle saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun

Jis din socha yeh keh du tujhako main,
Dil ki yeh saari daastaan
Tab mann pohancha tere dar par,
Haan na jaane kahaan
Aaja ek baar, kar raha hoon intzaar,
Sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise

Sab kuchh lutaake apana banaake,
Jo tune waade the kiye
Mujhako tadpaake khud ke
Sajaake na jaane kahaan chal diye
Aaja ek baar, kar raha hoon intzaar,
Sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun.

More songs lyrics from Kehna Chahta Hoon.