Dard Mandon Ka Jahaan Mein Lyrics

"Dard Mandon Ka Jahaan Mein" lyrics from Veena sung by amirbai karnataki and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by swami ramanand saraswati

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dard Mandon Ka Jahaan Mein Lyrics


Dard mandon ka jahaan mein
Aasra koi nahi
Bewafa sara zamaana
Ba wafa koi nahi
Bewafa sara zamaana
Roke aankhe phod chuke hai
Huye hai dil ke par par
Roke aankhe phod chuke hai
Mere dil ke par par
Roke aankhe phod chuke hai
Mere dil ke par par
Ishq fija rone ki hai
Kya jinpe bas koi nahi
Ishq mija rone ki hai kya

Jab ummido ne kosa
Ab tumhara kon hai
Jab ummido ne kosa
Ab tumhara kon hai
Aarzuo ne tadap ke
Yu kaha koi nahi
Aarzuo ne tadap ke

Kya kahe kisse kahe
Kyu kar gaye
Kaise kahe
Kya kahe kisse kahe
Kyu kar gaye
Kaise kahe
Tumne wada tha kiya
Dard ka koi nahi
Dard mandon ka jahaan mein
Aasra koi nahi.

More songs lyrics from Veena.