Daga Har Jat Mein Daga Lyrics

"Daga Har Jat Mein Daga" lyrics from Tikdam Baaz sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by b.n. bali and composed by b.n. bali and lyrics written by madan mohan kohli

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Daga Har Jat Mein Daga Lyrics


Daga daga daga hai baat me
Daga har jat mein daga
Har jat mein dag ka raj hai
Main kiska karun bharosha
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga

Kaise kisko dil mein basau
Dar lage kahi lut na jau
Kaise kisko dil mein basau
Dar lage kahi lut na jau
Sach ke kahi na puch
Jhuth ka hi riwaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga

Kadam kadam par jal bichake
Lut rahe hai baat banake
Kadam kadam par jal bichake
Lut rahe hai baat banake
Macha rahe andher gazab
Inka samaj hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga

Shan to hai ye man nahi hai
Peete hai par jan nahi hai
Kare baat pe ghat
Isi pe inko naaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Ye duniya dagabaaz hai
Daga daga daga daga.

More songs lyrics from Tikdam Baaz.